Sheikh Saadi Quotes the popularity of an author is also seen from how far his sentences and verses are prevalent in the form of proverbs. In relation to human character , interpersonal behavior, etc. When a pithy sentence comes out of the author’s writings which is all-pervasive, then it goes on people’s speech.
Shakespeare’s sentences in English are full of literature. In Persian, the public has conferred this glory on Sheikh saadi . Saadi was a prose writer of the medieval period and a major persian poet. His speciality was the quality of his writings and he famously recognized by the depth of his social and moral thoughts. He was born on 1210 in Shriraz, Iran and also died there, his burial place known as Tomb of Saadi today.
In this region he has grown up with all the Persian poets. Here we are publishing the Sheikh saadi Quotes in Urdu and meanings in Urdu of some of the statements uttered by Saadi.
45 Famous Sheikh Saadi Quotes in Urdu
Quotes & Analysis in Urdu:-
Aisey dost se hath dhoo lena behtar hai
Jo tere dushmanoon ke sath bethta hai
جو تیرے دشمنوں کے ساتھ بیٹھتا ہے
Quotes & Analysis in Urdu:-
Taleem insan ko bolna to seekha deti hai magar
Ye nahi seekhtai ke kab, kahan or kitna bolna hai .
یہ نہیں سیکھاتی کہ کب، کہاں اور کتنا بولنا ہے
Quotes & Analysis in Urdu:-
Main khuda se darta hoon or khuda ke bad
Is shakhs se jo khuda se nahi darta.
اس شخص سے جو خدا سے نہیں ڈرتا
Sheikh Saadi Quotes in Urdu
Jo apnon se wafa nahi karta
Wo daanaon ke nazdeek ksi ka dost nahi hota .Tags used: Sheikh Saadi Quotes, Hikayat Saadi , Sheikh Saadi quotes in Urdu.
وہ داناؤں کے نزدیک کسی کا دوست نہیں ہوتا
Quotes & Analysis in Urdu:-
Jo sakhi khaiye or de is ibadat guzar se behtar hai
Jo le or jama karey.
جو لے اور جمع کرے
Quotes & Analysis in Urdu:-
Jis ko ek mudat main dost bnaien munasib nahi ke
Isy ek lamhey main khooden
اسے ایک لمحے میں کھودیں
Quotes & Analysis in Urdu:-
Sakhawat ka hath
Taqatwar bazu se behtar hai.
طاقتور بازو سے بہتر ہے
Shiekh Saadi Aqwal in Urdu
Jo shakhs koshish or amal main Kotahi karta hai
Peeche rehna is ka muqadar hai. Tags Used: sheikh saadi aqwal in urdu, Aqwal-e-Sheikh Saadi
پیچھے رہنا اس کا مقدر ہے
Quotes & Analysis in Urdu:-
Duniya be wafa or intehai naqabil eitbar hai is se faida wohi shakhs uthata hai
Jo isy makhlooq khuda ki islah or falah main laga deta hai .
جو اسے مخلوق خدا کی اصلاح اور فلاح میں لگا دیتا ہے
Quotes & Analysis in Urdu:-
Dolat sadqa jariya main lagao
Akhirat main kaam aaiye gi.
آخرت میں کام آئے گی
Quotes & Analysis in Urdu:-
Ksi ko dili khushi dena
Hazar sajdoon se behtar hai .
ہزار سجدوں سے بہتر ہے
Read More Quotes:-
Quotes & Analysis in Urdu:-
Mujhey is duniya se kya lena jis ke halaal main hisab
Or haram main azab hai.
اور حرام میں عذاب ہے
Quotes & Analysis in Urdu:-
Tobah karna asaan hai
Lekin gunah chorna mushkil hai Sheikh Saadi Quotes in Urdu
لیکن گناہ چھوڑنا مشکل ہے
Quotes & Analysis in Urdu:-
Jo shakhs apney har kaam ko pasand karta hai
Is ki aqal main khalal ajata hai .
اس کی عقل میں خلل آجاتا ہے
Quotes & Analysis in Urdu:-
Jahilon ka tareeqa ye hai keh jab in ki daleel muqabil ke agay nahi chalti
To wo larna shru kardete hain.
تو وہ لڑنا شروع کردیتے ہیں
Quotes & Analysis in Urdu:-
Main aaj tak apni khamoshi peh nahi pachtaya
Jab bhi pachtaya apney bolne pe pachtaya.
جب بھی پچھتایا اپنے بولنے پہ پچھتایا
Quotes & Analysis in Urdu:-
Achi adat ki malik neik or parsa aurat ksi faqeer ke ghar main bhi ho to
Usy bhi badshah bana deti hai .
اسے بھی بادشاہ بنا دیتی ہے
Quotes & Analysis in Urdu:-
Agarchay insan ko muqadar se zada rizq nahi milta
Lekin rizq ki talash main susti nahi karni chahiye .
لیکن رزق کی تلاش میں سستی نہیں کرنی چاہیے
Sheikh Saadi Aqwal in Urdu
Har wo larka ustaad ki skhti nahi jelta
Usy zamane ki sakhtiyan jhelna parti hain.Tags Used:Sheikh Saadi Quotes , Sheikh Saadi Aqwal
اسے زمانے کی سختیاں جھیلنا پڑتی ہیں
Quotes & Analysis in Urdu:-
Sanp ko marna lekin iske bache ki hifazat karna
Danaoon ka kaam nahi .
داناؤں کا کام نہیں
Quotes & Analysis in Urdu:-
Jo shakhs dusroon ke gham se be ghum hai
Admi kehlane ka mustahiq nahi .
آدمی کہلانے کا مستحق نہیں
Quotes & Analysis in Urdu:-
Shereen kalam or naram zaban insan ke ghusey ki
Aag par pani ka asar rakhti hain .
آگ پر پانی کا سا اثر رکھتی ہیں
Quotes & Analysis in Urdu:-
Jo shakhs apney dost ko naseehat ke zariye burey kamon se
Baaz nahi rakh sakta wa dosti ke qabil nahi.
باز نہیں رکھ سکتا وہ دوستی کے قابل نہیں
Sheikh Saadi Quotes in Urdu
Jab hum apni pasand ki ashiya se mehroom hoon to
Mojuda ashiya ko hi pasand karlena chahiye .Sheikh Saadi Quotes in Urdu
موجودہ اشیا کو ہی پسند کرلینا چاہیے
Quotes & Analysis in Urdu:-
Kash ka lafz app ki kotahiyun ko
Zahir karta hai .
ظاہر کرتا ہے
Quotes & Analysis in Urdu:-
Log apni zarooriyat par ghor kartey hain
Qabiliyat par nahi .
قابلیت پر نہیں
Quotes & Analysis in Urdu:-
Ehtiyat, danishmandi ki
Sab se bari beti hai .
سب سے بڑی بیٹی ہے
Quotes & Analysis in Urdu:-
Zindagi ko sada rakho
Lekin khayalat ko buland .
لیکن خیالات کو بلند
Quotes & Analysis in Urdu:-
Choti choti batain dil main rakhne se
Barey barey rishtey kamzor hojate hain .
بڑے بڑے رشتے کمزور ہوجاتے ہیں
Summarizing Words :-
These Sheikh saadi Quotes in Urdu and the deep meanings of his phrase will give you a true inspiration and motivation to get through the every hardships of life and define you the true meaning of life and living that will fill your heart with peace, joy and calmness. If you like our content and wanna to have more like this, so support Urduquotes.net by keep sharing these Quotes.
Awsome Collection plzz make also love Quotes Collection☺️☺️
Thanks Umer